#Existing
chalte rehte hai kuch farak hi nahi parta bas jujtehi rehte hai. aur samay, bas aesehi nikal jata hai jab jata hai, kuch sikhake jata hai. chalte rehte hai jo bolte hai wahi karte jate hai par jo sochte hai, woh hum kabhi nahi karte dar jate hai, ki koi has na de arre usko kya pata ki uski hashi, humara takat ban jata hai Bas koshish toh karo jo undar hai, ek bar bahar nikaal ke to dekho phir dekhna ek din esehi chalte chalte tum apna aap jit jaoge kitna chalte rahoge bas ruko aur dekho ki tum kaha se kaha aageye ho yah hai tumhara jit ismehi raho aab, jab tak tumhe pata na chale ki tumhara agli manzil kya hai. Writing poems without poetic rules is just amazing for me. It makes you go on writing. So let's start again Struggles just take your life away, keeps you busy all the time. Yup, getting out from the water of struggles is hard. Hell hard. You forget time but time never forgets you. The feeling of getting back the time we wasted still pinches most of us. Infact as time ...